No comments
Jiska Ehsaas Hi Mar Gaya Ho Use 
Haal Dil Ka Sunane Se Kya Faida 
Jisme Dunia Se Ladne Ki Taqat Nahi 
Usko Apna Banane Se Kya Faida 
Jis Nazar Me Mohabbat Ki Keemat 
Na Ho 
Usko Gam Apna Batane Se Kya Faida...

No comments :

Post a Comment